Currently No Video Available
Clean Lyric
Paragraph Lyric
Aaj shoonya hai sab aur

Antar ki gehrayee main bahar ki tarai main
Paththar ki thhosta main, sakshi ki hoshta main

Akash ki neelta, jal ki sheelta
Prithvi ki zareeta main meri kavita main

Sawaal puchoon nahin jawab chahoon nahin
Sab kuch thhehra hua hai man main akash sa

Jangal sa sannata hai koi aata na jaata hai
Man apne main samata na bandhu na bhrata hai
Aaj shoonya hai sab aur      Antar ki gehrayee main bahar ki tarai main   Paththar ki thhosta main, sakshi ki hoshta main      Akash ki neelta, jal ki sheelta   Prithvi ki zareeta main meri kavita main      Sawaal puchoon nahin jawab chahoon nahin   Sab kuch thhehra hua hai man main akash sa      Jangal sa sannata hai koi aata na jaata hai   Man apne main samata na bandhu na bhrata hai