Clean Lyric
Paragraph Lyric
Rahguzar
[lyrix ~ fawad :: salman nasir]chal dar badar ho kitna chalo gai
tum keh paikar-e-zo saya raho gai
arsh ko choomtey ho aaj
bhool kai woh zaat
jhoot taley hai dafan
rah badal keh jo chaley
lot aa na pao gai
dhaltey rahein gai qadam
tum rooth kar jao gai kahaan
meray paas tum reh jao yahaan
arsh ko choomtey ho aaj
bhool gaye woh raaz
maut talak hein dafan
rah badal kay jo chaley
ab ruk na pao gai
manzil to hai adam
toro in dar-o-deewar kai is saher ko
chalo soow-e-rahguzar
woh musafir jo azl seh ibnissabeel hai
aur iss guma ka shikar keh manzil door naheen hai
magar iss haqeeqat seh bekhabar
keh uss jaisay hazar ha musafir
guma keh marey bhatak rahey hain
tu bhee naqsh-e-pa ban kar reh jayey ga
apnee hee udayee hui gard mein gum
jao gai kahaan
jao gai kahaan
jao gai kahaan
jao gai kahaan
Rahguzar [lyrix ~ fawad :: salman nasir]chal dar badar ho kitna chalo gai tum keh paikar-e-zo saya raho gai arsh ko choomtey ho aaj bhool kai woh zaat jhoot taley hai dafan rah badal keh jo chaley lot aa na pao gai dhaltey rahein gai qadam tum rooth kar jao gai kahaan meray paas tum reh jao yahaan arsh ko choomtey ho aaj bhool gaye woh raaz maut talak hein dafan rah badal kay jo chaley ab ruk na pao gai manzil to hai adam toro in dar-o-deewar kai is saher ko chalo soow-e-rahguzar woh musafir jo azl seh ibnissabeel hai aur iss guma ka shikar keh manzil door naheen hai magar iss haqeeqat seh bekhabar keh uss jaisay hazar ha musafir guma keh marey bhatak rahey hain tu bhee naqsh-e-pa ban kar reh jayey ga apnee hee udayee hui gard mein gum jao gai kahaan jao gai kahaan jao gai kahaan jao gai kahaan
RELATED SONGS
RELATED ARTICLES