Currently No Video Available
Clean Lyric
Paragraph Lyric
Lucky Ali - Aks -- Pyaar Ki Duniya

Jahaan hai meri pyaar ki duniya
Woh thandi chaaon ki duniya
Aaj ye dil karta hai mastiyon mein gaaoon main wahan
Aankhon mein chal ke aayi teri yaad re
O mitwaa pyaar tera bhool ke main jaaoonga kahan
Chamakti ghataaon mein tera aashiyaana hai
Tujhe pesh yeh mera dil nazraana hai
Tamannaein meri rehti hai wahan
Turatiyaan chalti hai wahan
Payaliyaan bajti hai wahan

Hariyaali hai muskaai mere desh mein
Aaj ye dil karta hai mastiyon mein naachoon main wahan

Inhi parbaton mein woh tumhari sadaayein hain
Khayalon mein teri machalti adaayein hain

Suhaana hai ye apnan silsila
Ab dil se dil mila, na tum se hai gila yeh afsaana

Hmm...O saathi dil ko samjhaana
Bholi bhali mitti ka ye dil hai deewana
Har dil to azaad watan ke pyaar ka parwana

Aye aa aye aa oo aa aye ya, aye aa aye aa oo aa aye ya

Jahaan hai meri pyaar ki duniya
Woh thandi chaaon ki duniya
Aaj ye dil karta hai mastiyon mein gaaoon main wahan
Aankhon mein chalke aayi teri yaad re
O mitwa pyaar tera bhool ke main jaaoongaa kahan

Aye aa aye aa oo aa aye ya, aye aa aye aa oo aa aye ya

these lyrics are submitted by Rohit Bhatia
Lucky Ali - Aks -- Pyaar Ki Duniya    Jahaan hai meri pyaar ki duniya  Woh thandi chaaon ki duniya  Aaj ye dil karta hai mastiyon mein gaaoon main wahan  Aankhon mein chal ke aayi teri yaad re  O mitwaa pyaar tera bhool ke main jaaoonga kahan   Chamakti ghataaon mein tera aashiyaana hai  Tujhe pesh yeh mera dil nazraana hai  Tamannaein meri rehti hai wahan  Turatiyaan chalti hai wahan  Payaliyaan bajti hai wahan    Hariyaali hai muskaai mere desh mein  Aaj ye dil karta hai mastiyon mein naachoon main wahan    Inhi parbaton mein woh tumhari sadaayein hain  Khayalon mein teri machalti adaayein hain    Suhaana hai ye apnan silsila  Ab dil se dil mila, na tum se hai gila yeh afsaana    Hmm...O saathi dil ko samjhaana  Bholi bhali mitti ka ye dil hai deewana  Har dil to azaad watan ke pyaar ka parwana    Aye aa aye aa oo aa aye ya, aye aa aye aa oo aa aye ya    Jahaan hai meri pyaar ki duniya  Woh thandi chaaon ki duniya  Aaj ye dil karta hai mastiyon mein gaaoon main wahan  Aankhon mein chalke aayi teri yaad re  O mitwa pyaar tera bhool ke main jaaoongaa kahan    Aye aa aye aa oo aa aye ya, aye aa aye aa oo aa aye ya    these lyrics are submitted by Rohit Bhatia