Currently No Video Available
Clean Lyric
Paragraph Lyric
Lucky Ali
Pyar Ka Musafir
Album Name: SUNOH (ALBUM)

Hm hm hm hm hm hm hm.. -2

Main hoon pyaar ka musafir
Dil khush hai aaj mera
Jahan mile mohabbat
Vaheen mera basera
Mujhko mile safar mein
Kuch dhoop kuch savera
Yeh aarzoo hai paaoon
Kuch chaoon kuch savera
Manzillein meri, door hain kahin
Lagta nahin dil mera yahan
Mujhe jaane do wahan

Hm hm hm hm hm hm hm.. -2

Jahan hota ho savera
Kile un mile dil tera
Na ho gum na darr kisi ka
Aur saathi hoga mera
Aisi hi khushi, mille har kahin
Sambhaley kadam mere yahan
Mujhe jaane do vahaan

Hm hm hm hm hm hm hm.. -2

Mujh ko to yeh yakeen hai
Manzil meri kareeb hai
Jo dhoondhe mera dil
Aas paas yahin kahin hai
Chaahatein meri, poori ho gayi
Mil gaya mujhe woh aashiyaan
Mujhe jaane do vahaan

Hm hm hm hm hm hm hm.. -2

these lyrics are submitted by Rohit Bhatia
Lucky Ali  Pyar Ka Musafir  Album Name: SUNOH (ALBUM)     Hm hm hm hm hm hm hm.. -2    Main hoon pyaar ka musafir  Dil khush hai aaj mera  Jahan mile mohabbat  Vaheen mera basera  Mujhko mile safar mein  Kuch dhoop kuch savera  Yeh aarzoo hai paaoon  Kuch chaoon kuch savera  Manzillein meri, door hain kahin  Lagta nahin dil mera yahan  Mujhe jaane do wahan    Hm hm hm hm hm hm hm.. -2    Jahan hota ho savera  Kile un mile dil tera  Na ho gum na darr kisi ka  Aur saathi hoga mera  Aisi hi khushi, mille har kahin  Sambhaley kadam mere yahan  Mujhe jaane do vahaan    Hm hm hm hm hm hm hm.. -2    Mujh ko to yeh yakeen hai  Manzil meri kareeb hai  Jo dhoondhe mera dil  Aas paas yahin kahin hai  Chaahatein meri, poori ho gayi  Mil gaya mujhe woh aashiyaan  Mujhe jaane do vahaan    Hm hm hm hm hm hm hm.. -2    these lyrics are submitted by Rohit Bhatia